Video on Youtube :
Suno Sajna papihe ne lyrics in Hindi
सुनो सजना पपीहे ने – Suno Sajna Papihe Ne (Lata Mangeshkar, Aaye Din Bahaar Ke)
Movie/Album: आये दिन बहार के (1966)
Music By: लक्ष्मीकांत प्यारेलाल
Lyrics By: आनंद बक्षी
Performed By: लता मंगेशकर
सुनो सजना पपीहे ने
कहा सबसे पुकार के
संभल जाओ चमन वालों
के आये दिन बहार के
फूलों की डालियाँ भी यही गीत गा रही हैं
घड़ियाँ पिया मिलन की नज़दीक आ रही हैं
हवाओं ने जो छेड़े हैं, फसाने हैं वो प्यार के
संभल जाओ चमन वालों…
देखो ना ऐसे देखो, मर्ज़ी है क्या तुम्हारी
बेचैन कर न देना, तुमको कसम हमारी
हम ही दुश्मन ना बन जाएँ, कहीं अपने करार के
संभल जाओ चमन वालों…
बागों में पड़ गये हैं, सावन के मस्त झूले
ऐसा समा जो देखा, राही भी राह भूले
के जी चाहा यहीं रख दें, उमर सारी गुज़ार के
संभल जाओ चमन वालों…
Suno Sajna papihe ne lyrics in English
Suno sajna papihe ne
Suno sajna papihe ne
Kaha sabse pukaarke
Sambhal jaao chaman waalo
Sambhal jaao chaman waalo
Ke aaye din bahaar ke
Suno sajna suno sajna
Phoolo ki daaliya bhi
Yehi geet gaa rahi hai
Ghadiya piya milan ki
Nazdeek aa rahi hai
Nazdeek aa rahi hai
Hawaao ne jo chhede hain
Hawaao ne jo chhede hain
Fasaane hain woh pyaar ke
Sambhal jaao chaman waalo
Ke aaye din bahaar ke
Suno sajna
Suno sajna
Dekho na aise dekho
Marzi hai kya tumhaari
Bechain kar na dena
Tumko kasam hamaari
Tumko kasam hamaari
Hami dushman na ban jaaye
Hami dushman na ban jaaye
Kahi apni qaraar ke
Sambhal jaao chaman waalo
Ke aaye din bahaar ke
Suno sajna suno sajna
Baago main pad gaye hain
Saawan ke mast jhoole
Aisa sama jo dekha
Raahi bhi raah bhoole
Raahi bhi raah bhoole
Ke jee chaaha yahi rakh dein
Ke jee chaaha yahi rakh dein
Umar saari guzaar ke
Sambhal jaao chaman waalo
Ke aaye din bahaar ke
Suno sajna suno sajna.
About Film :
सुनो सजना पपीहे ने – सुनो सजना पपीहे ने (लता मंगेशकर, आये दिन बहार के)
मूवी/एल्बम: आये दिन बहार के (1966)
संगीत: लक्ष्मीकांत प्यारेलाल
गीत: आनंद बक्शी
प्रस्तुति: लता मंगेशकर